Tere tasweer par mere ansu q chalak jatay hain?
Tere yad anay se mausam q badal jatay hain?
Qismat mai hamare khushyan pal bhar ki mehman q hoti hain?
Gham anay se phr wqt tham q jaya kartay hain?
Wafa ki talash mai to hum samandar b paar kar bethe
Wo to hum aksar bewafa lehron se takra jaya karte hain
Bujhe diye se hum ne roshni ki umeed krli
Dusre dilon ko roshan kark
Khud k dil ko jalaya karte
Jinho ne hamay akaile mai rulaya hai
Hum unhe ki mahfilon mai muskraya krte hain
No comments:
Post a Comment