Posted November 4, 2008 by ankurthegrt MAIN NA MIL SAKON JO TUM SE
"Wada ker k nibhaney waley
kam hotey hain...
ishiq na kerna..
ishiq na kerna...
ishiq main ghum hi
ghum hotey hain.
main na mil sakon jo tum se
meri justuju na kerna..
tumhain meri hi qasam hai .
meri arzoo na kerna..
mujhay jis hai muhabbat
usay hai ajab ye adat
kabhi mun ko pheer lena..
kabhi guftugu na kerna..
tumhain meri hi qasam hai
meri arzoo na kerna
main ne chaha tha kisi ko
mera hal kia hai dekho
jo kia kasoor main ne
usay tum kahon na kerna
tumhain meri hi qasam hai
meri arzoo na kerna
meri ho ager burai
tu na dena tum safai
mere sath khud ko ruswa
kabhi qubaqo na kerna
No comments:
Post a Comment